Sabka khyaal rakhti ho...
Kabhie taqleef mein bhi hansti ho..
Yeh gussa bhi achha hain..
Man se nahin ..woh man to saccha hain
Aaj tabiyat nasaaz hain...
Mujhe pata hain..auroon se raaz hain.
Phir bhi ek muskaan hain..
Himmat hain..lambi udaan hain
Woh himmat us zid se aayyi hain..
Jo khud se khud ki ladai hain.....
Yeh janta hoon...tum apni raah pechanti ho..
Sirf dil ki sunti ho ....aur apni hi maanti ho
Phir bhi Kabhie...rukne ka dil kare kisi meel ke pathar par....
...to mujhe apne peeche zaroor dekh lena..
Kuch baat karenge chai par..tum zor se hansna
Aur phir se chal dena...

No comments:
Post a Comment